aa.Ndhiyaa.N Gam kii yuu.N chalii.n
- Movie: Zeenat
- Singer(s): Noorjahan
- Music Director: Hafiz Khan
- Lyricist:
- Actors/Actresses: Bibbo, Noorjahan, Shantarin, Yaqub, Nasim Jr
- Year/Decade: 1945, 1940s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
aa.Ndhiyaa.N Gam kii yuu.N chalii.n
( aa.Ndhiyaa.N Gam kii yuu.N chalii.n
baaG uja.D ke rah gayaa ) -2
( samajhe the aasaraa jise
wo bhii bichha.D ke rah gayaa ) -2
aa.Ndhiyaa.N Gam kii yuu.N chalii.n
baaG uja.D ke rah gayaa
( puuchho naa maajaraa-e-Gam
uja.De hai.n is tarah se ham ) -2
ghar kaa charaaG kyaa bujhaa -2
ghar hii uja.D ke rah gayaa
aa.Ndhiyaa.N Gam kii yuu.N chalii.n
baaG uja.D ke rah gayaa
( mujh par bhii aa_ii thii bahaar
tho.Dii sii der ko magar ) -2
ha.Nsate hii aa.Nsuu aa gaye -2
ra.ng biga.D ke rah gayaa
aa.Ndhiyaa.N Gam kii yuu.N chalii.n
baaG uja.D ke rah gayaa
aa.Ndhiyaa.N Gam kii yuu.N chalii.n
Comments/Credits:
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)