Browse songs by

dil hii bujhaa huaa ho to fasl\-e\-bahaar kyaa

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

dil hii bujhaa huaa ho to fasl-e-bahaar kyaa
saaqii nachaa, sharaab ha.Nsaa, ab ??? kyaa

duniyaa chale chalaa hai jab hasarato.n kaa bojh
saathii nahii.n hai, sar pe gunaaho.n kaa bojh kyaa
dil hii bujhaa huaa ...

baad-e-panaa quzuun ? hai naam-o-nishaa.n kisiike
jab ham nahii.n rahe to rahegaa mazaar kyaa
dil hii bujhaa huaa ...

Comments/Credits:

			 % Transliterator: Rajiv Shridhar 
% Date: 10/22/1995
% Credits: Snehal B. Oza 
% Editor: Rajiv Shridhar 
% Comments:
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image