Browse songs by

dil jabase unake husn kaa ##servant## ho gayaa

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

dil jabase unake husn kaa ##servant## ho gayaa
sikkaa hamaare ishq kaa ##patent## ho gayaa

tiir-e-nigaah-e-naaz ko mai.n unake kyaa kahuu.N
mere li_e to maut kaa ##warrant## ho gayaa

niilaam kar diyaa hai ulfat ke chaa.Nd me.n
dil kyaa hu_aa ki husn kaa ##merchant## ho gayaa

aahe.n na kyo.n bharuu.N mai.n naale na kyo.n karuu.N mai.n
##order## terii nigaah kaa ##urgent## ho gayaa

juute lagaa_i_e ki pyaar kiiji_e
samajhe.nge ham ki ishq kaa ##payment## ho gayaa
ritu aa_ii suhaanii ...

Comments/Credits:

			 % Credits: This lyrics were printed in Listeners' Bulletin Vol #61 under Geetanjali #51
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image