haay kaahe ko bulaayaa mujhe baalamaa
- Movie: Humshakal
- Singer(s): Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
- Music Director: R D Burman
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actors/Actresses: Tanuja, Rajesh Khanna
- Year/Decade: 1974, 1970s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
la : haay haay kaahe ko bulaayaa mujhe baalamaa
pyaar ke naam se -2
kaahe ko bulaayaa ...
ra : raadhaa ne yahii puuchhaa thaa ek din
ruuTh kar shaam se -2
la : jaa tose boluu.N naa ghuu.NghaTaa kholuu.N naa Doluu.N naa mai.n sa.ng tere -2
ra : roz jo tum ruuThogii aise guzare.nge din mere kaise
jiine nahii.n degaa mujhe chaar din ( pyaar aaraam se ) -2
la : kaahe ko bulaayaa ...
ra : kaalii ghaTaa_o.n me.n Tha.nDii havaa_o.n me.n aa_o kahe.n haal dil kaa -2
la : o pyaar me.n din to Dhal jaataa hai raat kaa jaaduu chal jaataa hai
jiyaa lagataa hai dha.Dakane piyaa ( aajakal shaam se ) -2
ra : raadhaa ne yahii ...
la : taubaa mai.n kyaa karuu.N -2
badanaamii se Daruu.N mohe ba.Dii laaj aa_e
ra : hamane ko_ii kii hai chorii pyaar kiyaa hai hamane gorii
logo.n se jo ham aise Darane lage ( to ga_e kaam se ) -2
la : kaahe ko bulaayaa ...
ra : raadhaa ne yahii ...