ka_ii sadiyo.n se, ka_ii janamo.n se
- Movie: Milap
- Singer(s): Mukesh
- Music Director: Brij Bhushan
- Lyricist: Naqsh Lyallpuri
- Actors/Actresses: Shatrughan Sinha, Reena Roy
- Year/Decade: 1972, 1970s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
ka_ii sadiyo.n se, ka_ii janamo.n se -2
tere pyaar ko tarase meraa man
aa jaa
aa jaa ke adhuuraa hai apanaa milan
ka_ii sadiyo.n se
(raaho.n me.n kahii.n, nazar aayaa
apane hii khayaalo.n kaa saayaa) -2
kuchh der meraa man, laharaayaa
o o o, phir Duub ga_ii aashaa kii kiraN
aa jaa
aa jaa ke adhuuraa hai apanaa milan
ka_ii sadiyo.n se
(sapano.n se mujhe, na yuu.N bahalaa
paayal ke khoye giit jagaa) -2
sunasaan hai jiivan kii bagiyaa
o o o, suunaa hai bahaaro.n kaa aa.Ngan
aa jaa ke adhuuraa hai apanaa milan
ka_ii sadiyo.n se
Comments/Credits:
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Wed Jan 17, 1996 % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)