ko_ii prem kaa de ke sandesaa
- Movie: Dost
- Singer(s): Noorjahan
- Music Director: Sajjad
- Lyricist: Shams Lakhnavi
- Actors/Actresses: Noorjahan, Vatsala Kumthekar, Motilal, Husnbano, Maya Banerjee, Kanhaiyalal
- Year/Decade: 1944, 1940s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
ko_ii prem kaa de ke sandesaa
haay luuT gayaa, haay luuT gayaa
aaj naazuk mere dil kaa shiishaa
haay TuuT gayaa, haay TuuT gayaa
aa.Nkho.n aa.Nkho.n me.n dil ko churaayaa
chor paayaa magar phir ga.Nvaayaa
unake daaman kaa haatho.n se konaa
haay chhuuT gayaa, haay chhuuT gayaa
sunii pahale pahal ye kahaanii
huuk uThThii to bha.Dakii jawaanii
Thes lagane se is dil kaa chhaalaa
haay phuuT gayaa, haay phuuT gayaa
khelane ko unhe.n dil diyaa thaa
to.Dane ke li_e kab kahaa thaa
haathaa-paayii me.n meraa khilaunaa
haay TuuT gayaa, haay TuuT gayaa
Comments/Credits:
% Date: 08 Jan 2003 % Credits: Urzung Khan % Comments: Noor-e-Tarannum Series #40 % Film Director - Syed Shaukat Hussain Rizvi