kuchh yaad rahe to sun kar jaa
- Movie: Jawab
- Singer(s): Kanan Devi
- Music Director: Kamal Dasgupta
- Lyricist: Pt. Madhur
- Actors/Actresses: Kanan Devi, Pramatesh Barua, Ahinda Choudhary
- Year/Decade: 1942, 1940s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
kuchh yaad rahe
kuchh yaad rahe to sun kar jaa
haa.N kar jaa, yaa naa kar jaa
tuu haa.N kar jaa, yaa naa kar jaa
(kuchh yaad rahe to sun kar jaa)-2
(tuu haa.N kar jaa, yaa naa kar jaa)-2
(bhuul sake to bhuul hii jaanaa
kyaa bhuulii huu.N, bhuul bataanaa)-2
dard diyaa jo
dard diyaa hai, lekar jaa
(tuu haa.N kar jaa, yaa naa kar jaa)-2
(kyaa svapn rahegaa, svapn jo dekhaa
kaise bataauu.N kyaa kyaa dekhaa)-2
dekhuu.N kuchh tere
dekhuu.N kuchh aisaa kar jaa
(tuu haa.N kar jaa, yaa naa kar jaa)-2
(tum paas the, phir bhii duur rahe
majabuur the ham, majabuur rahe)-2
kyaa samjhuu.N mai.n
kyaa samajhuu.N, samajhaakar jaa
(tuu haa.N kar jaa yaa naa kar jaa)-2
Comments/Credits:
% Transliterator:Srinivas Ganti % Date:April 1, 2002