lagaa hai kuchh aisaa nishaanaa kisii kaa
- Movie: Sipahiya
- Singer(s): Lata Mangeshkar, C Ramchandra
- Music Director: C Ramchandra
- Lyricist: Banwasi
- Actors/Actresses: Agha, Madhubala, Yaqub
- Year/Decade: 1949, 1940s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
L : lagaa hai kuCh aisaa nishaanaa kisii kaa
ye dil ho gayaa hai diivaanaa kisii kaa
C : mere hosh jaate rahe dekhate hii
qayaamat haavas(?) muskuraanaa kisii kaa
L : koii man me aakar ke aise basaa hai
ki mushkil huaa bhulaanaa kisii kaa
C : milii un se aa.Nkhe.n to bijalii sii taDapii
L : milii un se aa.Nkhe.n to bijalii sii taDapii
kuCh aisaa thaa aa.Nkhe.n laDaanaa kisii kaa
ye dil ho gayaa hai diivaanaa kisii kaa
Comments/Credits:
% Transliterator: Sathya Sekar % Date: 7 Aug 2004 % Series: GEETanjali % generated using giitaayan