Browse songs by

lo phir yaad kisii kii aa_ii

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

lo phir yaad kisii kii aa_ii -2
lo phir yaad
dil me.n ek dard suhaanaa aa.Nkh me.n aa.Nsuu bhar laa_ii
phir yaad kisii kii aa_ii
lo phir yaad

paradesii piyaa re moraa Dolaa jaaye jiyaa re kyaa kiyaa re -2
mere dil ko dil me.n le lo le lo
mere dil ko dil me.n le lo phir jaanaa raah apanii paraa_ii
lo phir yaad kisii kii aa_ii
lo phir yaad

mai.n kahii.n huu.N balam tum kahii.n ho -2
mai.n wohii.n huu.N magar tum nahii.n ho tum nahii.n ho -2
yahii du_aa hai teraa dil bhii kahii.n aaye sanam -2
yahii pukaaraa karo tum bhii mere achchhe balam -2
mere dil ko dil me.n le lo le lo
mere dil ko dil me.n le lo phir jaanaa raah apanii paraa_ii
lo phir yaad kisii kii aa_ii
lo phir yaad
dil me.n ek dard suhaanaa aa.Nkh me.n aa.Nsuu bhar laa_ii
phir yaad kisii kii aa_ii
lo phir yaad

View: Plain Text, हिंदी Unicode, image