mai.nne Kud apanaa ghar jalaayaa hai
- Movie: Parai Aag (Pakistani-Film)
- Singer(s): Noorjahan
- Music Director: Khurshid Anwar
- Lyricist: Tanvir Naqvi
- Actors/Actresses: Shamim Ara, Nadeem
- Year/Decade: 1971, 1970s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
mai.nne Kud apanaa ghar jalaayaa hai-2
aap apane pe zulm Dhaayaa hai
mai.nne Kud apanaa ghar jalaayaa hai
shukr hai tum nahii.n hu_e rusavaa
shukr hai
shukr hai tum nahii.n hu_e rusavaa
harf merii wafaa pe aayaa hai
ye nahii.n hai to bebasii kyaa hai-2
Gam bhii apanaa nahii.n paraayaa hai
mai.nne Kud apanaa ghar jalaayaa hai
kar liyaa hai lahuu-lahuu dil ko
kar liyaa hai
kar liyaa hai lahuu-lahuu dil ko
mai.nne ahad-e-wafaa nibhaayaa hai
mai.nne Kud apanaa ghar jalaayaa
Comments/Credits:
% Transliterator: Pulkit Sharma % Credits: Khwaja Irfan Anwar (for correcting lyricist's name) % Date: 20 Mar 2005 % Series: Noor-E-Tarannum % Comments: Khurshid Anwar Birth Aniversary, 21st March % generated using www.giitaayan.com