pa.nchhii banuu.N u.Datii phiruu.N
- Movie: Chori Chori
- Singer(s): Lata Mangeshkar
- Music Director: Shankar, Jaikishan
- Lyricist: Hasrat Jaipuri
- Actors/Actresses: Nargis, Raj Kapoor
- Year/Decade: 1956, 1950s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
pa.nchhii banuu.N u.Datii phiruu.N mast gagan me.n
aaj mai.n aazaad huu.N duniyaa kii chaman me.n
(hillorii hillorii ...) o ... oho
o mere jiivan me.n chamakaa saveraa
o miTaa dil se vo Gam kaa a.Ndheraa
o hare kheto.n me.n gaae koii laharaa (???)
o yahaa.N dil par kisii kaa na bairaa
ra.Ng bahaaro.n ne bharaa mere jiivan me.n -2
aaj mai.n aazaad huu.N duniyaa kii chaman me.n
pa.nchhii banuu.N ...
aa ...
o dil ye chaahe bahaaro.n se kheluu.N
o gorii nadiyaa kii dhaaro.n se kheluu.N
o chaa.Nd suuraj sitaaro.n se kheluu.N
o apanii baaho.n me.n aakaash le luu.N
ba.DhatI chaluu.N gaatI chaluu.N apanii lagan me.n -2
aaj mai.n aazaad huu.N duniyaa kii chaman me.n
pa.nchhii banuu.N ...
(hillorii hillorii ...)
o mai.n to o.Duu.Ngii baadal kaa aa.Nchal
o mai.n to pahanuu.Ngii bijalii kii paayal
o chhiin luu.Ngii ghaTaao.n se kaajal
o meraa jiivan hai nadiyaa kii halachal
dil se mere lahare.n uThe.n ThaNDii pavan me.n -2
aaj mai.n aazaad huu.N duniyaa kii chaman me.n
pa.nchhii banuu.N ...
Comments/Credits:
% Transliterator: Rajiv Shridhar% Date: 06/12/1996 % Credits: Saba Taqi