payaam\-e\-ishqaraa ... bedaar hu_ii.n kaliyaa.N
- Movie: Shokhiyan
- Singer(s): Rajkumari
- Music Director: Jamal Sen
- Lyricist: Himmat Rai Sharma
- Actors/Actresses: Premnath, Jeevan, Suraiyya
- Year/Decade: 1951, 1950s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
aa
payaam-e-ishqaraa
haa.N
man aj nigaah-e-naaz me.n (?) Kaanam
zabaan-e-yaar-e-man
hindii daman
hindii naa mai.n gaanam
( bedaar hu_ii.n kaliyaa.N
aur husn hu_aa raksaa.N
sholaa-e-shamaa larazaa.N
afasaane kaa unvaa.N
unvaa.N ) -2
zaraa pata.nge kii aahaT hu_ii to bhaa.Np ga_ii
shamaa kii lau
shamaa kii lau se jo uriyaa.N sitaa.N ko kaa.Np ga_ii
zalii to aisii jalii naam kar ga_ii roshan -2
bujhii to duniyaa ke aa.Nchal se tan ko dhaa.Np ga_ii
shamaa kii lau -2
Comments/Credits:
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)