raadhaa raadhaa pyaarii raadhaa raadhaa prem agaadhaa
- Movie: Kangan
- Singer(s): Ashok Kumar, Leela Chitnis
- Music Director: Ramchandra Pal
- Lyricist: Pradeep
- Actors/Actresses: Ashok Kumar, Leela Chitnis, Mubarak, V H Desai
- Year/Decade: 1939, 1930s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
% PART I
a : raadhaa raadhaa pyaarii raadhaa
raadhaa prem agaadhaa
kisane ham aazaad parindo.n
ko bandhan me.n baa.Ndhaa
lii : ( saajan kyuu.N bandhan me.n baa.Ndhaa
a : raadhaa kyuu.N bandhan me.n baa.Ndhaa ) -2
do : kisane ham aazaad parindo.n ko bandhan me.n baa.Ndhaa
a : raadhaa raadhaa pyaarii raadhaa
lii : ( kuu.n-kuu.n kar ke koyal bolii
dilawaalo.n kii duniyaa Dolii ) -2
a : ( sharamiilii bholii kaliyo.n ne
apanii-apanii khi.Dakii kholii ) -2
fauran bha.Nwaro.n kii Tolii ne -2
prem baan ko saadhaa
( raadhaa prem baan ko saadhaa
lii : saajan prem baan kyuu.N saadhaa ) -2
a : raadhaa raadhaa pyaarii raadhaa
raadhaa prem agaadhaa
raadhaa raadhaa pyaarii raadhaa
% PART II
raadhaa raadhaa pyaarii raadhaa
raadhaa prem agaadhaa
kisane ham aazaad pari.ndo.n ko
ba.ndhan me.n baa.Ndhaa
saajan kyuu.N ba.ndhan me.n baa.Ndhaa
raadhaa kyuu.N ba.ndhan me.n baa.Ndhaa
kisane ham aazaad pari.ndo.n ko
ba.ndhan me.n baa.Ndhaa
raadhaa raadhaa pyaarii raadhaa
raadhaa prem agaadhaa
Comments/Credits:
% Part I Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % Part II Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/