rokaa ka_ii baar mainne dil kii uma.ng ko
- Movie: Mere Sanam
- Singer(s): Mohammad Rafi, Asha Bhonsle
- Music Director: O P Nayyar
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actors/Actresses: Mumtaz, Asha Parekh, Biswajeet
- Year/Decade: 1965, 1960s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
ra: ho ho ho o aahaa
aa: ho ho ho o aahaa
ra: rokaa kaI baar mai.nne dil kii uma.ng ko
kyaa karuu.n mai.n apanI nigaaho.n kii pasa.nd ko
o jaane jaa.n, tuu hii mere pyaar kaa jahaan hai, ho ...
aa: rokaa kaI baar mai.nne dil kii uma.ng ko
kyaa karuu.n mai.n apanI nigaaho.n kii pasa.nd ko
o jaane jaa.n, tuu hii mere pyaar kaa jahaan hai, ho ...
aa: ( dekho merii aa.Nkhe.n tumhaaraa hii khumaar hai
hoTho.n kii ye laalI sanam teraa pyaar hai ) - 2
dil ko lagaayaa mujhe to iqaraar hai
ra: rokaa kaI baar ...
ra: (maanaa teraa A.Nchal hAtho.n se abhii dUr hai
baaho.n me.n uThaa luu.n ye aramaa.n zuruur hai ) - 2
maano nA maano dIvaanaa bekusuur hai
aa: rokaa kaI baar ...
aa: ( dekhI terii suurat jo itane kariib se
ghir gayii mai.n to khayaalo.n me.n ajiib se ) - 2
dil pe kyaa bItI nA puuchho ye garIb se
( haay kyaa garIb hai!! are, ek tuu hii dhanavaan hai gorI)
ra: rokaa kaI baar ...
aa: rokaa kaI baar ...
Comments/Credits:
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % Comments: Pankha Road se Pintu Diwana [32] 14 May 1995 % to ye hai wo doosaree duet is film kee jo baar baar dil meN % ik umang paidaa karatee hai. agar aap vishwaas kareN to ek raaz % kee baat bataa-ooN? yahi to khoobee hai RMIM kee, ki jo man meN % ho wo type kar do, no long distance phone bill (jo ki India % calls me pooraa ho jaataa hai) % to baat ye hai (I will keep it short), kee Dec 93 meN hamane ek % laD.akee ko dekhaa (to aisaa lagaa ke...). Sach maaniye, % dekhate hee ham laTToo ho gaye! to hamare jehan meN yahee % gaanaa aayaa. To, hamane ek din unhe ek card bhejaa, unke % janm-din par. it was a Garfield card. % Outside: (a smiling Garfield) % I am smiling because you are related to me % Inside: (a LAUGHING Garfield) % and laughing because there is NOTHING you can do about % it!! % itnaa mazaa aayaa na ki kyaa bataa-ooN.% % bas ek aur gaanaa hai jo kisi bande ko nashe meN behosh kar % sakataa hai, "... khud DhooNDh rahee hai shamma jise.."% % to khair, maiN babblaanaa band kartaa hooN % and HERE IS OUR SONG OF THE EVENING, DhaN taD.aN..... % boom badaakaa dam chik dum DHUM