sajanaa bhuul naa jaanaa meraa pyaar
- Movie: Dosti (Pakistani-Film)
- Singer(s): Noorjahan
- Music Director: A Hameed
- Lyricist: Tanvir Naqvi
- Actors/Actresses: Shabnam, Ejaz
- Year/Decade: 1971, 1970s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
sajanaa bhuul naa jaanaa meraa pyaar
in raaho.n me.n nain biChaae
teraa karuu.Ngii intazaar
sajanaa bhuul naa jaanaa meraa pyaar
meraa pyaar-3
jab- jab saajan phuul khile.nge
dil ko naye kuCh dard mile.nge
jii ko jalayegii baahaar
sajanaa bhuul naa jaanaa meraa pyaar
in raaho.n me.n nain biChaae
teraa karuu.Ngii intazaar
sajanaa bhuul naa jaanaa meraa pyaar
meraa pyaar-3
jab tak din sa.ng raat rahegii-2
merii duaa tere saath rahegii
karatii rahuu.Ngii mai.n pukaar
sajanaa bhuul naa jaanaa meraa pyaar
in raaho.n me.n nain biChaae
teraa karuu.Ngii intazaar
sajanaa bhuul naa jaanaa meraa pyaar
meraa pyaar-3
Comments/Credits:
% Transliterator: Pulkit Sharma % Date: 18 Sep 2004 % Series: Noor-E-Tarannum % generated using giitaayan