yahaa.N bandhu aate ko hai jaanaa
- Movie: Chhattees Ghante
- Singer(s): Mukesh
- Music Director: Sapan Chakravarti
- Lyricist: Sahir Ludhianvi
- Actors/Actresses: Raj Kumar, Parvin Babi, Sunil Dutt, Vijay Arora, Mala Sinha, Ranjit
- Year/Decade: 1974, 1970s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
yahaa.N bandhu aate ko hai jaanaa
ko_ii ho nahii.n yahaa.N kisii kaa Thikaanaa
yahaa.N bandhu aate ko ...
bole ye he bandhu tose
bahatii nadii kahatii yahii
uThatii ghaTaa bahatii havaa
gaatii yahii gaanaa
ko_ii ho nahii.n yahaa.N ...
bole ye he bandhu tose
jal kii lahar kal ho kahaa.N kisako Kabar
bole yahii saa.Nso.n kaa taraanaa
ko_ii ho nahii.n yahaa.N ...